Web Hosting Kya Hai ! Blog Ke Liye Hosting Kaha Se Kharide

Web Hosting Kya Hai ! Blog Ke Liye Hosting Kaha Se Kharide

Kisi bhi website ko banane ke liye ek domain ( site ka name) aur hosting ki jarurat hoti hai matlab jis computer ya server  par humare website ka data store kiya jata hai. ab yahan sawal aata hai ki web hosting kaise li jaye aur yah kitne type ki hoti hai?
web hosting three types ki hoti hai jinke baare me hum neeche aapko bata rhe hain.
shared hosting:- shared hosting me hum ek se adhik website create kar sakte hain. yadi aap ek new blogger hain ya blogging ke bare me soch rhe hain to yah aapke liye shuruvat me acchi rahegi kyunki ese kharidane ke liye paise lagte hain.lekin traffic badhne par aapki site ki speed kam ho jati hai.
vps hosting:- yani aapke blog me visitors zayada aa rhe Hain to aap vps hosting ka use kar sakte hain kyuki yah fast tha secure hosting hai jiska upyog karne ke liye aapko shared hosting se zayada paise pay karne padte hain.
dedicated hoting:- yah vah hosting hai jis par keval aapka adhikar hota hai matlb esme aapki site ke alawa aur koi site run nahi hogi. aur aap apne hisab se bandwith aadi resources ka estemal kar sakte hain. lekin yah ek kaafi mahenga server hota hai
cloud web hosting:- yah Kafi bharose mand hosting hoti hai jisme yah server online connect Hota hai aur aapki site ke traffic badhne pr bhi speed ko better banana hai.
ab hum yah jaan chuke hai ki web hosting ke liye hume alag alag hosting plan ke anusaar  hosting kharidni hoti hai to ab question yah hai ki koi aisa tareeka hai jisse hum web hosting free me le sake?

ji han aap ess article ko dhyan se padhiye, kyuki yadi aap ek blogger hain to ess article ko padhne ke baad aap aasani se apni website ke liye free hosting le sakte hain.

Dosto vaise to aaj market me kayi sari website aa chuki hai jahan se aap free me hosting le sakte hain but enme se jyadatar acche se work nahi karti esliye yaha. Hum aapko ohosti website ke baare me batane ja rhe hain jisse aap life time tak web hosting ka use kar sakte hain.sabse pahle hum us website ke web hosting ki khasiyat jaan lete hain.
features of Inspedium web hosting:-
1. free shared hosting
2.CMS (content management system), apps
3.unlimited bandwidth
5.unlimited disk space.
6.unlimited channel accounts
Eske sath hee ess website me free VPS our reseller hosting Bhi maujood hai jo ki kisi bhi site ke security aur fast ke liye better hota hai.
to dosto ab step by step jante hain ki hum yhan se free hosting kaise le sakte hain?
sabse sabse Inspedium Naam ki ess website ko open kar lijiye.