Google Chrome Browser K 10 Behtreen Features

Google Chrome Browser K 10 Behtreen Features

Aaj Duniya bahut tezi se Badal te ja rehe hai. isme koyi do mat nahi. Mujhe Aaj Bhi Yaad hai, 2010 me hum internet me surfing ke Liye opera browser hi use korta tha. opera browser tab ke time Kafi popular tha.

next 2008 me jab google chrome lunch Hua, bus Kuch time me hi itna popular ho Gaya sabko Piche chor diya. aaj, world me 50 percent se jada log chrome browser kouse kor Raha hai. kyu na ho ye google ka hi product hai. is baat se koyi inkar nahi kor sekta google jis Chiz ko apnate hai who Kuch Khas hote hai. 

chrome browser user-friendly ke Sath sath internet searching ki speed Bhi fast hai. time to time update aane ke karan or bhi fast and secure hote ja the hai. Kher main topic pe aate hai. aaj apko Best 7 feature google chrome browser ke bare me bataunga Jesse apply korne ke Baad apki chrome browser or bhi advance ho jayega..

                  Best 7 feature google chrome browser ki Hindi me



No.1 Do not track

jab aap internet pe koyi website ya koyi or Chiz ke bare me Janne ke liye search korte ho, to google apko track korta hai. kyuki jab aap next time koyi chiz ke bare me find korte ho, to google apko uski related ads show korti hai. jisse apko or bhi behtar subidha de seke.

lekin aap nahi chahte ho koyi apko track na kore to aap khud hi isko stop kor sekte ho. ye feature apko computer and mobile do no me hi mil jayenge. is ko enable korne ke liye..

               Setting> privacy> Do not track> enable

5 useful android phone tricks in Hindi

No.2 offline page

ye feature meri Nazar me sabse best hai. maan lije aap ek blog read kor rehe ho, apko lag raha hai ye article bahut important hai. but aapko koyi emergency kaam hai. to apke pass abhi time nahi hai us article ko porne ke liye. is situation me us article ko pdf me convert korke aap computer ki kisi bhi drive me ya memory card me save korke rakh sekte ho.

jab aap free honge tab aap offline por sekte ho.

computer ke liye...


  • Pehle Aap us page per rehte hue right side me three dots per click kore.
  • next print ko click kore.
  • ab apko konsi drive me rakhna hai usko select korke save ki je.



 Note:- mobile ke liye three dots me jake download per click kore.

No.3 incognito tab 

ye feature bahut sander hai chrome browser ke liye. Abhi lagvag her browser me incognito feature available hai. bahut sare logo ko pata hai is feature ke bare me. jinko pata nahi hai iske bare me unko bata doo, hum internet pe kuch search korte time hamare history, cookie's sab save ho jata hai. jisse koyi bhi track kor sekte hai. 

but incognito tab use korne se history, cookie's e sab save nahi hota jisse koyi bhi track nahi kor pata. aap personal kaam ke liye is feature ko use kor sekte ho.

                             Best 7 feature google chrome browser


No.4 chrome :// flags ka use

apne dekha hoga kabhi kabhi hamare chrome browser me jab hum koyi website search korte hai, to wo site open hone me time lagta hai. lekin is trick ko use korne se aap jo kuch google tab me search koroge, wo speed me open hogi. to jante hai..


  • apko search bar me type korna hoga chrome://flags/#enable-brotil
  • next apko go per click kor dena hai.
  • wait...apko brotil content-encoding ka option dekhai dega.
  • Default ko enable korke realunch now per click kore.


No.5 move address bar to botton

ye feature android user ke liye hai. AAP to Jante hi honge google ka address bar upor rehta hai.hum jab address bar me Kuch type Korte hai to Hamara angutha up or me jake tab korna hota hai. isse one hand me control korna Thora muskil Hota hai. per search bar niche Hua to isko one hand se control korna aasan ho jata.

to chalye, kaise hum search address bar ko niche la seke wo step by step Jante hai.


  • Pehle address bar me type kore chrome://flags entre kore.
  • next apko three dots per click korna hai. 
  • find in page ko click kre.
  • next apko chrome home search krna hai.
chrome home pe default ko enable korke relaunch now per click kore. ab aap koyi bhi Chiz search koroge to niche address bar button dekhai dega.

No.6 google chrome theme

ye feature laptop and desktop user ke liye hai. humare android phone me theme ya launcher active korne ke baad uska nazara kuch alag ho jata hai, wase hi aap chrome browser ki theme download korke uski ek achhi look de sekte ho.

chrome ke andar bahut sare theme hai, jo theme apko achha lage bas apko download korke active kor dena hai. chaliye jante hai kaise download kore.


  • three dots per click kore.
  • setting pe jaye.
  • next theme ko click kore.
apni pasand ki theme ko download korke apply kor di je.

No.7 add to home screen

hum internet pe koyi information ya education related kisi topic ke bare me janne ke liye google search korte hai. apko un website ke article achha laga to aap add to home screen kor sekte ho. isse us website ka page apki home screen me add ho jaye gi. next time tap korke sidha us article me enter ho jaoge. 

or 1 fyda hai, hum android phone me flipkart, amazon, snapdeal etc or bhi koyi apps install korte hai, jisse humare phone ka storage and ram use hote hai. to aap in site ko add to home screen per fit kor sekte ho. isse hamare phone ki storage and ram free hogi, so hamari phone ki speed bhi improve hogi.


At last, 

  Aaj bas itna hi. Aaj ke is article me mene best 7 feature google chrome browser ke bare me detail me bataya. jisko use korke aap bhi chrome browser ko or bhi attracted Bana sekte ho. specially jo internet ki Duniya me new enter kiye hai, unfriends ke liye ye article share korta hoo...